aaj pehli dafaa tumko payaa hai yoon
nazdeek se bhi kareeb tu ayaa hai yoon
palako ke ishaare … jaan-e-jaan
dhadkano ko samajh bhi to lo…
aaj jaane ki zidd na karo…
kisko bolu main ye nigaahon se pilate ho tum
na bhi dekhoon tumhe to yaad aate ho tum
nashe me inki mujhe … jaan-e-jaan
baaz-u-on me fanaa to karo…
aaj jaane ki zidd na karo
aapki shayari subhallah hai
ReplyDelete