aate aate mera naam sa reh gya…
uske honthon pe kuch kaamptaa reh gya..
wo mere saamne hi gaya aur main
raaste ki tarah dekhta reh gya…
jhooth wale kahin se kahin badh gye
aur main tha ki sach bolta reh gya
aandhiyon ke iraade to achche the
ye diya kaisa jalta hua reh gya..
No comments:
Post a Comment